नन्हा मुन्ना राही हूँ, देश का सिपाही हूँ
नन्हा मुन्ना राही हूँ, देश का सिपाही हूँ
बोलो मेरे संग, जय हिंद, जय हिंद, जय हिंद …
रस्ते पे चलूंगा न डर-डर के
चाहे मुझे जीना पड़े मर-मर के
मंज़िल से पहले ना लूंगा कहीं दम
आगे ही आगे बढ़ाउंगा कदम
दाहिने बाएं दाहिने बाएं, थम्! नन्हा …
धूप में पसीना बहाउंगा जहाँ
हरे-भरे खेत लहराएंगे वहाँ
धरती पे फ़ाके न पाएंगे जनम
आगे ही आगे …
नया है ज़माना मेरी नई है डगर
देश को बनाउंगा मशीनों का नगर
भारत किसी से न रहेगा कम
आगे ही आगे …
बड़ा हो के देश का सितारा बनूंगा
दुनिया की आँखों का तारा बनूंगा
रखूँगा ऊंचा तिरंगा हरदम
आगे ही आगे …
शांति कि नगरी है मेरा ये वतन
सबको सिखाऊंगा प्यार का चलन
दुनिया में गिरने न दूंगा कहीं बम
आगे ही आगे …
nanhā munnā rāhī hūṇ, deśh kā sipāhī hūṇ
bolo mere saṅg, jay hiṅd, jay hiṅd, jay hiṅd …
raste pe chalūṅgā na ḍar-ḍar ke
chāhe mujhe jīnā paṛe mar-mar ke
maṅzil se pahle nā lūṅgā kahīṅ dam
āge hī āge baṛhāuṅgā kadam
dāhine bāeṅ dāhine bāeṅ, tham! nanhā …
dhūp meṅ pasīnā bahāuṅgā jahāṇ
hare-bhare khet lahrāeṅge vahāṇ
dhartī pe fāke na pāeṅge janam
āge hī āge …
nayā hai zamānā merī naī hai ḍagar
deśh ko banāuṅgā maśhīnoṅ kā nagar
bhārat kisī se na rahegā kam
āge hī āge …
baṛā ho ke deśh kā sitārā banūṅgā
duniyā kī āṇkhoṅ kā tārā banūṅgā
rakhūṇgā ūṅchā tiraṅgā hardam
āge hī āge …
śhāṅti ki nagrī hai merā ye vatan
sabko sikhāūṅgā pyār kā chalan
duniyā meṅ girne na dūṅgā kahīṅ bam
āge hī āge …