Nakhrevaalee, dekhne men dekh lo hain kaisee bholeebhaalee

नखरेवाली, देखने में देख लो हैं कैसी भोलीभाली
Work
Year
Language

नखरेवाली
देखने में देख लो हैं कैसी भोलीभाली
अजनबी ये छोरियाँ, दिल पे डाले डोरियाँ
मन की काली
वो तो कोई और थी जो आँखों से समा गई दिल में

बेरहम, बेवफ़ा
अपना कुछ अता पता बता तो दे
बेकली, बेकसी
कुछ तो कम हो, फिर से मुस्कुरा तो दे
वो तो कोई और थी जो आखों से, समा गई दिल में

nakhrevālī
dekhne meṅ dekh lo haiṅ kaisī bholībhālī
ajanbī ye chhoriyāṇ, dil pe ḍāle ḍoriyāṇ
man kī kālī
vo to koī aur thī jo āṇkhoṅ se samā gaī dil meṅ

beraham, bevafā
apnā kuchh atā patā batā to de
beklī, beksī
kuchh to kam ho, phir se muskurā to de
vo to koī aur thī jo ākhoṅ se, samā gaī dil meṅ