Nakhre dikhaa ke dil ko churaa ke goriyaa kahaan chalee

नखरे दिखा के दिल को चुरा के गोरिया कहां चली
Year
Language

नखरे दिखा के दिल को चुरा के गोरिया कहां चली
तू जो चली तो चटकी कली तो महकी गली गली
हो नखरे दिखा के …

बालों में गजरा लगाने से चाहत की खुश्बू उड़ाने से
गालों की लाली चुराने से आहा आहा आहा आहा

पकड़े बाहों में रोके राहों में तू ना जाने मुझे
काहे माने ना कुछ भी जाने ना छोड़ूंगी ना तुझे
मुझसे जो तू टकराएगा पीछे बहुत पछताएगा
कुछ हाथ न तेरे आएगा आहा आहा आहा आहा
नागिन जैसी तू चले झांझर झनके पांव में
चर्चा तेरे हुस्न का रानी सारे गांव में आहा आहा आहा
झांझर बजा के चुनरी उड़ा के गोरिया कहां चली
तू जो चली तो …

कोई भी न छू सका इस यौवन के रूप को
देखे ऐसे क्‌यों भला मेरे खिलते रूप को आहा आहा आहा आहा
आँखें मिला के बातें बनाए तू ना जाने मुझे
काहे माने न …

इतना क्‌यों इतराए तू गोरी गोरे रूप पे
मेरा ही अधिकार है तेरे महके अंग पे आहा आहा आहा आहा
जादू जगा के धड़कनें बढ़ा के गोरिया कहां चली
तू जो चली तो …

अ र र रूक जा
कहां चली मुझे छोड़ के मेरी गोरी
अरे डर गई क्‌या

nakhre dikhā ke dil ko churā ke goriyā kahāṅ chalī
tū jo chalī to chaṭkī kalī to mahkī galī galī
ho nakhre dikhā ke …

bāloṅ meṅ gajrā lagāne se chāhat kī khuśhbū uṛāne se
gāloṅ kī lālī churāne se āhā āhā āhā āhā

pakaṛe bāhoṅ meṅ roke rāhoṅ meṅ tū nā jāne mujhe
kāhe māne nā kuchh bhī jāne nā chhoṛūṅgī nā tujhe
mujhse jo tū ṭakrāegā pīchhe bahut pachhtāegā
kuchh hāth na tere āegā āhā āhā āhā āhā
nāgin jaisī tū chale jhāṅjhar jhanke pāṅv meṅ
charchā tere husn kā rānī sāre gāṅv meṅ āhā āhā āhā
jhāṅjhar bajā ke chunrī uṛā ke goriyā kahāṅ chalī
tū jo chalī to …

koī bhī na chhū sakā is yauvan ke rūp ko
dekhe aise k‌yoṅ bhalā mere khilte rūp ko āhā āhā āhā āhā
āṇkheṅ milā ke bāteṅ banāe tū nā jāne mujhe
kāhe māne na …

itnā k‌yoṅ itrāe tū gorī gore rūp pe
merā hī adhikār hai tere mahke aṅg pe āhā āhā āhā āhā
jādū jagā ke dhaṛakneṅ baṛhā ke goriyā kahāṅ chalī
tū jo chalī to …

a ra ra rūk jā
kahāṅ chalī mujhe chhoṛ ke merī gorī
are ḍar gaī k‌yā