Najar ke saamne, jigar ke paas

नजर के सामने, जिगर के पास
Work
Year
Language

नज़र के सामने, जिगर के पास
कोई रहता है, वो हो तुम

बेताबी क्या होती है, पूछो मेरे दिल से
तनहा तनहा लौटा हूँ, मैं तो भरी महफ़िल से
मर ना जाऊँ कहीं, होके तुमसे जुदा

तनहाई जीने ना दे, बेचैनी तड़पाए
तुम को मैं ना देखूँ तो दिल मेरा घबराए
अब मुझे छोड़ के दूर जाना नहीं

nazar ke sāmne, jigar ke pās
koī rahtā hai, vo ho tum

betābī kyā hotī hai, pūchho mere dil se
tanhā tanhā lauṭā hūṇ, maiṅ to bharī mahafil se
mar nā jāūṇ kahīṅ, hoke tumse judā

tanhāī jīne nā de, bechainī taṛpāe
tum ko maiṅ nā dekhūṇ to dil merā ghabrāe
ab mujhe chhoṛ ke dūr jānā nahīṅ