नैनों से नैन हुए चार आज मेरा दिल आ गया
नैनों से नैन हुए चार आज मेरा दिल आ गया
अरमाँ पे छाई है बहार आज मेरा दिल आ गया
घूँघट से झाँके मेरे दिल के इशारे
धड़कन में आन बसे बन के हमारे
दुल्हन बनेगा मेरा प्यार आज मेरा दिल आ गया
नैनों से नैन …
घर में ही आज मेरे गुलशन खिला है
कहने की बात नहीं हीरा मिला मुझे हीरा मिला है
बात बड़ी है मज़ेदार आज मेरा दिल आ गया
नैनों से नैन …
उल्फ़त के साज़ छिड़े चाहत का गीत है
नगमें भी बोल उठे तेरी ही जीत है
ख़ुशियाँ मनाएँगे हज़ार आज मेरा दिल आ गया
नैनों से नैन …
nainoṅ se nain hue chār āj merā dil ā gayā
armāṇ pe chhāī hai bahār āj merā dil ā gayā
ghūṇghaṭ se jhāṇke mere dil ke iśhāre
dhaṛkan meṅ ān base ban ke hamāre
dulhan banegā merā pyār āj merā dil ā gayā
nainoṅ se nain …
ghar meṅ hī āj mere gulaśhan khilā hai
kahne kī bāt nahīṅ hīrā milā mujhe hīrā milā hai
bāt baṛī hai mazedār āj merā dil ā gayā
nainoṅ se nain …
ulfat ke sāz chhiṛe chāhat kā gīt hai
nagmeṅ bhī bol uṭhe terī hī jīt hai
khuśhiyāṇ manāeṇge hazār āj merā dil ā gayā
nainoṅ se nain …