नैनों में प्यार डोले, दिल का क़रार डोले
नैनों में प्यार डोले, दिल का क़रार डोले
तुम जब देखो पिया, मेरा संसार डोले
नैनों में प्यार …
(जाये कभी ना मेरे जी से लगन तेरी
होके रहूँगी मैं तो ऐसे सजन तेरी) - 2
कलियों के साथ जैसे भँवरों का प्यार डोले
तुम जब देखो पिया, मेरा संसार डोले
नैनों में प्यार डोले, दिल का क़रार डोले
तुम जब देखो पिया, मेरा संसार डोले
(तुमने बसाया मुझे अपनी निगाहों में
फूल खिलायें मेरी प्रीत की राहों में) - 2
अंखियों में प्यार भरा नया इक़रार डोले
तुम जब देखो पिया मेरा संसार डोले
नैनों में प्यार डोले, दिल का क़रार डोले
तुम जब देखो पिया, मेरा संसार डोले
नैनों में प्यार डोले
nainoṅ meṅ pyār ḍole, dil kā qarār ḍole
tum jab dekho piyā, merā saṅsār ḍole
nainoṅ meṅ pyār …
(jāye kabhī nā mere jī se lagan terī
hoke rahūṇgī maiṅ to aise sajan terī) - 2
kaliyoṅ ke sāth jaise bhṇvroṅ kā pyār ḍole
tum jab dekho piyā, merā saṅsār ḍole
nainoṅ meṅ pyār ḍole, dil kā qarār ḍole
tum jab dekho piyā, merā saṅsār ḍole
(tumne basāyā mujhe apnī nigāhoṅ meṅ
phūl khilāyeṅ merī prīt kī rāhoṅ meṅ) - 2
aṅkhiyoṅ meṅ pyār bharā nayā iqrār ḍole
tum jab dekho piyā merā saṅsār ḍole
nainoṅ meṅ pyār ḍole, dil kā qarār ḍole
tum jab dekho piyā, merā saṅsār ḍole
nainoṅ meṅ pyār ḍole