Nainaa re dekhe unke nain

नैना रे देखे उनके नैन्
Year
Language

नैना रे देखे उनके नैन -2

बसन्त उनमें बहार उनमें -2
जीवन का रस सिंगार उनमें -2
दुनिया भर का चैन

नैना रे देखे उनके नैन -2
ना नैन

नैना देख नैना हारे -2
नैना आँ
नैना आँ
( नैना देख नैना हारे
फिरते हैं मारे-मारे ) -2
तड़पत हैं दिन-रैन

नैना रे देखे उनके नैना
नैना

बसन्त उनमें बहार उनमें -2
जीवन का रस सिंगार उनमें -2
दुनिया भर का चैन

नैना रे देखे उनके नैन -2
नैना

nainā re dekhe unke nain -2

basant unmeṅ bahār unmeṅ -2
jīvan kā ras siṅgār unmeṅ -2
duniyā bhar kā chain

nainā re dekhe unke nain -2
nā nain

nainā dekh nainā hāre -2
nainā āṇ
nainā āṇ
( nainā dekh nainā hāre
phirte haiṅ māre-māre ) -2
taṛpat haiṅ din-rain

nainā re dekhe unke nainā
nainā

basant unmeṅ bahār unmeṅ -2
jīvan kā ras siṅgār unmeṅ -2
duniyā bhar kā chain

nainā re dekhe unke nain -2
nainā