नैना हैं जादू भरे हो गोरी तोरे
नैना हैं जादू भरे
हो गोरी तोरे नैना हैं जादू भरे
हो हमपे छुप-छुप ज़ुल्म करें
हो गोरी तोरे …
तीर चले पर देख न पाएँ छुप-छुप वार करें
हो कजरा लगा के नज़रें घुमा के
सीने के पार करें
हाय गोरी तोरे …
भोले-भाले मद के प्याले छलक-छलक छलकें
हो देख अदा तेरी दिल छैलों के रह जाएँ जल-जल के
हाय गोरी तोरे …
nainā haiṅ jādū bhare
ho gorī tore nainā haiṅ jādū bhare
ho hampe chhup-chhup zulm kareṅ
ho gorī tore …
tīr chale par dekh na pāeṇ chhup-chhup vār kareṅ
ho kajrā lagā ke nazreṅ ghumā ke
sīne ke pār kareṅ
hāy gorī tore …
bhole-bhāle mad ke pyāle chhalak-chhalak chhalkeṅ
ho dekh adā terī dil chhailoṅ ke rah jāeṇ jal-jal ke
hāy gorī tore …