Nainaa hain jaadoo bhare

नैना हैं जादू भरे
Year
Language

नैना हैं जादू भरे
हो गोरी तोरे, नैना हैं जादू भरे
हो हमपे छुप छुप ज़ुल्म करें
तीर चले पर देख ना पाये, छुप छुप वार करें
कजरा लगा के, नज़रें घुमाके सीने के पार करें
भोले भाले, मद के प्याले, छलक छलक छलकें
देख अदा तेरी, दिल छैलोंके, रह जाये जल जल के

nainā haiṅ jādū bhare
ho gorī tore, nainā haiṅ jādū bhare
ho hampe chhup chhup zulm kareṅ
tīr chale par dekh nā pāye, chhup chhup vār kareṅ
kajrā lagā ke, nazreṅ ghumāke sīne ke pār kareṅ
bhole bhāle, mad ke pyāle, chhalak chhalak chhalkeṅ
dekh adā terī, dil chhailoṅke, rah jāye jal jal ke