नैन कबूतर उड़ गए दोनों अच्छे नैन लड़ाए
( नैन कबूतर उड़ गए दोनों अच्छे नैन लड़ाए
ऐसे उड़े कबूतर मेरे लौट के फिर ना आए ) -2
नैन कबूतर उड़ गए …
हाय अकेला छोड़ गए हैं बेदर्दी दिल तोड़ गए हैं
कब रुकते हैं उड़ने वाले उड़ जाते हैं तोड़ के ताले
प्यार में हुए हैं हम सौदाई रब्बा तेरी दुहाई
लूट के ले गया इक हरजाई पल में मेरी कमाई
अच्छे नैन लड़ाए …
कौन था जिसने प्यार बनाया दिल में मीठा दर्द जगाया
प्यार है इक अनमोल ख़ज़ाना प्यार किया तो मैने जाना
सबसे हुए हैं प्रेम दीवाने बन गए हैं अफ़साने
दुनिया की दुनिया ही जाने प्यार तो इक ना माने
अच्छे नैन लड़ाए …
कल तक थी वो आज नहीं हूँ अब तू जहाँ है मैं भी वहीं हूँ
प्यार में अपना रंग दिखाया यार को आख़िर खींच ही लाया
प्यार किया है क्या जीना क्या मरना
प्यार करेंगे प्यार किया है प्यार हमें है करना
अच्छे नैन लड़ाए …
( nain kabūtar uṛ gae donoṅ achchhe nain laṛāe
aise uṛe kabūtar mere lauṭ ke phir nā āe ) -2
nain kabūtar uṛ gae …
hāy akelā chhoṛ gae haiṅ bedardī dil toṛ gae haiṅ
kab rukte haiṅ uṛne vāle uṛ jāte haiṅ toṛ ke tāle
pyār meṅ hue haiṅ ham saudāī rabbā terī duhāī
lūṭ ke le gayā ik harjāī pal meṅ merī kamāī
achchhe nain laṛāe …
kaun thā jisne pyār banāyā dil meṅ mīṭhā dard jagāyā
pyār hai ik anmol khazānā pyār kiyā to maine jānā
sabse hue haiṅ prem dīvāne ban gae haiṅ afsāne
duniyā kī duniyā hī jāne pyār to ik nā māne
achchhe nain laṛāe …
kal tak thī vo āj nahīṅ hūṇ ab tū jahāṇ hai maiṅ bhī vahīṅ hūṇ
pyār meṅ apnā raṅg dikhāyā yār ko ākhir khīṅch hī lāyā
pyār kiyā hai kyā jīnā kyā marnā
pyār kareṅge pyār kiyā hai pyār hameṅ hai karnā
achchhe nain laṛāe …