नैन द्वार से मन में वो आके तन में आग लगाए
मु: नैन द्वार से मन में वो आके तन में आग लगाए -2
ल: हाय रसिया हाय रे
कोई छलिया छल किए जाए
जियरा लिए जाए चैन नहीं आए
हाय कोई छलिया छल …
मु: नैन द्वार से मन में …
नैन रसीले चाँद सा मुखड़ा सुन्दर रूप सुहाना
पर बेदर्दी दर्द न समझे जाने बस तड़पाना
फिर भी मन तड़पाने वाला मन का मीत कहाए
ल: हाय रसिया हाय रे …
मु: जब वो आए लेकर आए दिन में चाँद सितारे
जब वो जाए लेकर जाए सब अरमान हमारे
ल: हाय रसिया हाय रे …
ल: हाय जी इक छलिया
को: कौन तेरा रसिया जो दिल लिए जाए
ल: हाय जी इक छलिया जो मन को भाए
को: जियरा लिए जाए -3
ल: हाय री कोई छलिया …
mu: nain dvār se man meṅ vo āke tan meṅ āg lagāe -2
la: hāy rasiyā hāy re
koī chhaliyā chhal kie jāe
jiyrā lie jāe chain nahīṅ āe
hāy koī chhaliyā chhal …
mu: nain dvār se man meṅ …
nain rasīle chāṇd sā mukhaṛā sundar rūp suhānā
par bedardī dard na samjhe jāne bas taṛpānā
phir bhī man taṛpāne vālā man kā mīt kahāe
la: hāy rasiyā hāy re …
mu: jab vo āe lekar āe din meṅ chāṇd sitāre
jab vo jāe lekar jāe sab armān hamāre
la: hāy rasiyā hāy re …
la: hāy jī ik chhaliyā
ko: kaun terā rasiyā jo dil lie jāe
la: hāy jī ik chhaliyā jo man ko bhāe
ko: jiyrā lie jāe -3
la: hāy rī koī chhaliyā …