नगरी-नगरी द्वारे-द्वारे ढूँढूँ रे सांवरिया
नगरी-नगरी द्वारे-द्वारे ढूँढूँ रे सांवरिया
पीया-पीया रटते-रटते हो गई रे बाँवरिया
नगरी-नगरी …
बालम बेदर्दी ने मोहे फूँका ग़म की आग में
बिरहा की चिंगारी भर दो दुखिया के सुहाग में
पल-पल मनवा रोए छलके नैनों की गगरिया
नगरी-नगरी …
आई थी अँखियों में लेकर सपने क्या-क्या प्यार के
जाती हूँ दो आँसू लेकर आशाएं सब हार के
दुनिया के मेले में लुट गई जीवन की गठरिया
नगरी-नगरी …
दर्शन के दो प्यासे नैना जीवन भर न सोएंगे
बिछड़े साजन तुमरे कारण रातों को हम रोएंगे
अब न जाने रामा कैसे बीतेगी उमरिया
नगरी-नगरी …
nagrī-nagrī dvāre-dvāre ḍhūṇḍhūṇ re sāṅvriyā
pīyā-pīyā raṭte-raṭte ho gaī re bāṇvriyā
nagrī-nagrī …
bālam bedardī ne mohe phūṇkā ġham kī āg meṅ
birhā kī chiṅgārī bhar do dukhiyā ke suhāg meṅ
pal-pal manvā roe chhalke nainoṅ kī gagriyā
nagrī-nagrī …
āī thī aṇkhiyoṅ meṅ lekar sapne kyā-kyā pyār ke
jātī hūṇ do āṇsū lekar āśhāeṅ sab hār ke
duniyā ke mele meṅ luṭ gaī jīvan kī gaṭhriyā
nagrī-nagrī …
darśhan ke do pyāse nainā jīvan bhar na soeṅge
bichhaṛe sājan tumre kāraṇ rātoṅ ko ham roeṅge
ab na jāne rāmā kaise bītegī umriyā
nagrī-nagrī …