Nafrat kee duniyaa ko chhor ke, pyaar kee duniyaa men

नफ़रत की दुनिया को छोड़ के, प्यार की दुनिया में
Year
Language

नफ़रत की दुनिया को छोड़ के, प्यार की दुनिया में
खुश रहना मेरे यार
इस झूठकी नगरी को छोड़ के, गाता जा प्यारे
अमर रहे तेरा प्यार

जब जानवर कोई, इनसान को मारे
कहते हैं दुनिया में, वहशी उसे सारे
एक जानवर की जान आज इनसानों ने ली है
चुप क्‌यूं है संसार

बस आखिरी सुन ले, ये मेल है अपना
बस ख़त्म ऐ साथी, ये खेल है अपना
अब याद में तेरी बीत जाएंगे रो-रो के
जीवन के दिन चार्

nafrat kī duniyā ko chhoṛ ke, pyār kī duniyā meṅ
khuśh rahnā mere yār
is jhūṭhkī nagrī ko chhoṛ ke, gātā jā pyāre
amar rahe terā pyār

jab jānavar koī, insān ko māre
kahte haiṅ duniyā meṅ, vahśhī use sāre
ek jānavar kī jān āj insānoṅ ne lī hai
chup k‌yūṅ hai saṅsār

bas ākhirī sun le, ye mel hai apnā
bas khatm ai sāthī, ye khel hai apnā
ab yād meṅ terī bīt jāeṅge ro-ro ke
jīvan ke din chār