नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख्
र: हो ओ ओ
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
इसके रूप का सिंगार कर के देख
इसपे जो भी है निसार कर के देख
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से …
र: सच कभी तो होंगे ख़्वाब और ख़याल तेरे ख़्वाब और ख़याल
को: हो तेरे ख़्वाब और ख़याल
र: कब तलक रहेंगे बेक़सी के जाल दिल पे बेक़सी के जाल
को: हो दिल पे बेक़सी के जाल
र: वक़्त सुन चुका है तेरे दिल का हाल तेरे दिल का हाल
को: वक़्त सुन चुका है तेरे दिल का हाल तेरे दिल का हाल
र: और चार दिन गुज़ार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
र: इसपे जो भी है निसार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
ल: दिल के तार छू के गा रहा है कौन गीत गा रहा है कौन
को: हो गीत गा रहा है कौन
ल: ले के ये बहारें आ रहा है कौन मुस्कुरा रहा है कौन
को: हो मुस्कुरा रहा है कौन
ल: तन पे और मन पे छा रहा है कौन छा रहा है कौन
को: तन पे और मन पे छा रहा है कौन छा रहा है कौन
र: अपना दिल किसी पे हार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
र: इसपे जो भी है निसार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से …
ल: हो ओ ओ
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
इसके रूप का सिंगार कर के देख
इसपे जो भी है निसार कर के देख
नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से …
ल: नींद से धरती को जो जगायेगा ज़मीं को जो जगायेगा
को: ज़मीं को जो जगायेगा
ल: बीज आँसुओं के जो बिछायेगा जो मेहनतें लुटायेगा
को: जो मेहनतें लुटायेगा
ल: फूल उसके आँगन में मुस्कुरायेगा मुस्कुरायेगा
को: फूल उसके आँगन में मुस्कुरायेगा मुस्कुरायेगा
ल: और चार दिन गुज़ार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
ल: इसपे जो भी है निसार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
ल: गा रही है धरती गीत प्यार के सुहाने गीत प्यार के
को: सुहाने गीत प्यार के
ल: दिन गुज़र चुके हैं इंतज़ार के हो तेरे इंतज़ार के
को: हो तेरे इंतज़ार के
ल: चुप न रह पपीहे ये मन को मार के मन को मार के
को: चुप न रह पपीहे मन को मार के मन को मार के
ल: आयेंगे पिया पुकार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से प्यार कर के देख
ल: आयेंगे पिया पुकार कर के देख
को: नई ज़िन्दगी से …
ra: ho o o
naī zindgī se pyār kar ke dekh
iske rūp kā siṅgār kar ke dekh
ispe jo bhī hai nisār kar ke dekh
naī zindgī se pyār kar ke dekh
ko: naī zindgī se …
ra: sach kabhī to hoṅge khvāb aur khayāl tere khvāb aur khayāl
ko: ho tere khvāb aur khayāl
ra: kab talak raheṅge beqsī ke jāl dil pe beqsī ke jāl
ko: ho dil pe beqsī ke jāl
ra: vaqt sun chukā hai tere dil kā hāl tere dil kā hāl
ko: vaqt sun chukā hai tere dil kā hāl tere dil kā hāl
ra: aur chār din guzār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
ra: ispe jo bhī hai nisār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
la: dil ke tār chhū ke gā rahā hai kaun gīt gā rahā hai kaun
ko: ho gīt gā rahā hai kaun
la: le ke ye bahāreṅ ā rahā hai kaun muskurā rahā hai kaun
ko: ho muskurā rahā hai kaun
la: tan pe aur man pe chhā rahā hai kaun chhā rahā hai kaun
ko: tan pe aur man pe chhā rahā hai kaun chhā rahā hai kaun
ra: apnā dil kisī pe hār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
ra: ispe jo bhī hai nisār kar ke dekh
ko: naī zindgī se …
la: ho o o
naī zindgī se pyār kar ke dekh
iske rūp kā siṅgār kar ke dekh
ispe jo bhī hai nisār kar ke dekh
naī zindgī se pyār kar ke dekh
ko: naī zindgī se …
la: nīṅd se dhartī ko jo jagāyegā zamīṅ ko jo jagāyegā
ko: zamīṅ ko jo jagāyegā
la: bīj āṇsuoṅ ke jo bichhāyegā jo mehanteṅ luṭāyegā
ko: jo mehanteṅ luṭāyegā
la: phūl uske āṇgan meṅ muskurāyegā muskurāyegā
ko: phūl uske āṇgan meṅ muskurāyegā muskurāyegā
la: aur chār din guzār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
la: ispe jo bhī hai nisār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
la: gā rahī hai dhartī gīt pyār ke suhāne gīt pyār ke
ko: suhāne gīt pyār ke
la: din guzar chuke haiṅ iṅtazār ke ho tere iṅtazār ke
ko: ho tere iṅtazār ke
la: chup na rah papīhe ye man ko mār ke man ko mār ke
ko: chup na rah papīhe man ko mār ke man ko mār ke
la: āyeṅge piyā pukār kar ke dekh
ko: naī zindgī se pyār kar ke dekh
la: āyeṅge piyā pukār kar ke dekh
ko: naī zindgī se …