नई मंज़िल नई राहें नया है महर्बान अपना
नई मंज़िल नई राहें नया है महर्बां अपना
न जाने जाके ठहरेगा कहाँ यह कार्वां अपना
न चमकेगी जहाँ बिजली न आयेगा जहाँ तूफ़ां
बनाएंगे उसी डाली पे जाके आशियां अपना
भरोसा है मुक़द्दर पर तुम्हारा भी सहारा है
कहीं दुश्मन न बन जाए यह ज़ालिम आस्मां अपना
दिखाएंगे हमें यह चाँद तारे राह मंज़िल की
बनते हो अगर दुश्मन तो हो सारा जहाँ अपना
naī maṅzil naī rāheṅ nayā hai maharbāṅ apnā
na jāne jāke ṭhahregā kahāṇ yah kārvāṅ apnā
na chamkegī jahāṇ bijlī na āyegā jahāṇ tūfāṅ
banāeṅge usī ḍālī pe jāke āśhiyāṅ apnā
bharosā hai muqaddar par tumhārā bhī sahārā hai
kahīṅ duśhman na ban jāe yah zālim āsmāṅ apnā
dikhāeṅge hameṅ yah chāṇd tāre rāh maṅzil kī
bante ho agar duśhman to ho sārā jahāṇ apnā