Naahin aaye ghanashyaam gheri aaee badree

नाहिं आये घनश्याम घेरि आई बदरी
Work
Year
Language

आये घनश्याम घेरि आई बदरी
नाहिं आये घनश्याम घेरि आई बदरी -2

बैठी सोचें ब्रिअजवाली नीको लागी नाहिं ध्यान
नाहिं आये घनश्याम घेरि आई बदरी

आये सावन की बहार, करे मोरवा पुकार -2
पड़े बुंदना फुहार, घेरि आई बदरी
हाँ
पड़े बुंदना फुहार घेरि आई बदरी

नाहिं आये घनश्याम घेरि आई बदरी

āye ghanaśhyām gheri āī badrī
nāhiṅ āye ghanaśhyām gheri āī badrī -2

baiṭhī socheṅ briajvālī nīko lāgī nāhiṅ dhyān
nāhiṅ āye ghanaśhyām gheri āī badrī

āye sāvan kī bahār, kare morvā pukār -2
paṛe buṅdnā phuhār, gheri āī badrī
hāṇ
paṛe buṅdnā phuhār gheri āī badrī

nāhiṅ āye ghanaśhyām gheri āī badrī