नाचो, नाचो सितारो नाचो -2
अब चाँद निकलने वाला है -2
नाचो, नाचो सितारो नाचो
देख लिया है
ल ल ल ल
सीख लिया है जान लिया है
अपना उनको मान लिया है -2
आँख से दिल में आने वाला -2
चाँद
अब चाँद निकलने वाला है
नाचो, नाचो सितारो नाचो
चाँदनी रातों में
हाँ
चाँदनी रातों में हिल कर
फूलों की ख़ुश्बू में मिल कर -2
कलियों को शरमाने वाला
हाँ
कलियों को शरमाने वाला
हाँ
दिल से नहीं अब जाने वाला -2
चाँद
अब चाँद निकलने वाला है
नाचो, नाचो सितारो नाचो
लेगी मोहब्बत अंगड़ाई -2
तारो
तारो तुममें खो जायेगी -2
चाँद सा चेहरा
चाँद सा चेहरा देख के उनका
रात भी दिन हो जायेगी -2
दिल दे के दिल से बदलेंगे -2
अरमान, अरमान दिलों के निकलेंगे -2
है ऐसा ज़माना आने वाला
आके नहीं जो जाने वाला -2
चाँद
अब चाँद निकलने वाला है
नाचो, नाचो सितारो नाचो
nācho, nācho sitāro nācho -2
ab chāṇd nikalne vālā hai -2
nācho, nācho sitāro nācho
dekh liyā hai
la la la la
sīkh liyā hai jān liyā hai
apnā unko mān liyā hai -2
āṇkh se dil meṅ āne vālā -2
chāṇd
ab chāṇd nikalne vālā hai
nācho, nācho sitāro nācho
chāṇdnī rātoṅ meṅ
hāṇ
chāṇdnī rātoṅ meṅ hil kar
phūloṅ kī khuśhbū meṅ mil kar -2
kaliyoṅ ko śharmāne vālā
hāṇ
kaliyoṅ ko śharmāne vālā
hāṇ
dil se nahīṅ ab jāne vālā -2
chāṇd
ab chāṇd nikalne vālā hai
nācho, nācho sitāro nācho
legī mohabbat aṅgaṛāī -2
tāro
tāro tummeṅ kho jāyegī -2
chāṇd sā chehrā
chāṇd sā chehrā dekh ke unkā
rāt bhī din ho jāyegī -2
dil de ke dil se badleṅge -2
armān, armān diloṅ ke nikleṅge -2
hai aisā zamānā āne vālā
āke nahīṅ jo jāne vālā -2
chāṇd
ab chāṇd nikalne vālā hai
nācho, nācho sitāro nācho