ना आये है
ना पी की नगरिया आये है
ना चैन करेजवा पाये है -2
ना एक नजरिया आये है
ना पी की नगरिया आये हैं
रैन अंधेरी रसता दूर
थक कर हुआ मुसाफ़िर चूर
dialogues
रैन अंधेरी रसता दूर
हाँ
रैन अंधेरी रसता दूर
थक कर हुआ मुसाफ़िर चूर -2
धीरे-धीरे तेरा जीवन हाँ हाँ
धीरे-धीरे तेरा जीवन-दीपक बुझता जाये है
ना पी की नगरिया आये है -2
nā āye hai
nā pī kī nagriyā āye hai
nā chain karejvā pāye hai -2
nā ek najriyā āye hai
nā pī kī nagriyā āye haiṅ
rain aṅdherī rastā dūr
thak kar huā musāfir chūr
dialogues
rain aṅdherī rastā dūr
hāṇ
rain aṅdherī rastā dūr
thak kar huā musāfir chūr -2
dhīre-dhīre terā jīvan hāṇ hāṇ
dhīre-dhīre terā jīvan-dīpak bujhtā jāye hai
nā pī kī nagriyā āye hai -2