Naa munh chhupaa ke jiyo aur naa sar jhukaa ke jiyo

ना मुँह छुपा के जियो और ना सर झुका के जियो
Work
Year
Language

ना मुँह छुपा के जिओ, और ना सर झुका के जिओ
गमों का दौर भी आए तो मुस्कुरा के जिओ

घटा में छूप के सितारें, फ़ना नहीं होते
अंधेरी रात के दिल में, दिये जला के जिओ

न जाने कौन सा पल मौत की अमानत हो
हर एक पल की खुशी को गले लगा के जिओ

ये जिंदगी किसी मंज़िल पे रुक नहीं सकती
हर एक मकाम से आगे कदम बढ़ा के जिओ

nā muṇh chhupā ke jio, aur nā sar jhukā ke jio
gamoṅ kā daur bhī āe to muskurā ke jio

ghaṭā meṅ chhūp ke sitāreṅ, fanā nahīṅ hote
aṅdherī rāt ke dil meṅ, diye jalā ke jio

na jāne kaun sā pal maut kī amānat ho
har ek pal kī khuśhī ko gale lagā ke jio

ye jiṅdgī kisī maṅzil pe ruk nahīṅ saktī
har ek makām se āge kadam baṛhā ke jio