ना कोई दिल में समाया
ना कोई पहलू में आया
जा के भी पास रही तुम ही
ओ जान-ए-जां, जान-ए-मन, जानती हो
क्यो तुमने दामन चुराया, तुम जानो मैं क्या बताऊँ
मुझमे ही कुछ ऐब होगा, क्यो तुम पे तोहमत लगाऊँ
मैं तो यही कहूंगा, पूछोगी, जब भी
तुम जो मुझे दे गई हो, एक खुबसूरत निशानी
लिपटा के सीने से उसको, कट जाएगी जिंदगानी
मैं तो यही कहूंगा, पूछोगी, जब भी
nā koī dil meṅ samāyā
nā koī pahlū meṅ āyā
jā ke bhī pās rahī tum hī
o jān-e-jāṅ, jān-e-man, jāntī ho
kyo tumne dāman churāyā, tum jāno maiṅ kyā batāūṇ
mujhme hī kuchh aib hogā, kyo tum pe tohmat lagāūṇ
maiṅ to yahī kahūṅgā, pūchhogī, jab bhī
tum jo mujhe de gaī ho, ek khubsūrat niśhānī
lipṭā ke sīne se usko, kaṭ jāegī jiṅdgānī
maiṅ to yahī kahūṅgā, pūchhogī, jab bhī