Naa jaane ye chandaa naa jaanen ye sitaare

ना जाने ये चन्दा ना जानें ये सितारे
Work
Year
Language

ना जाने ये चन्दा ना जानें ये सितारे
आज मेरे सपने किसी ने रंग डारे
ना जाने ये चन्दा …

अँखियों में घूमती प्यार भरी बात है
चाँदनी में द्वार खड़ी पिया की बारात है
लाख करे घूँघट की ओट से इशारे
आज मेरे सपने …

मन की मुरादें मेरी झूम रहीं साथ मेरे
नाव मेरी आशा की लगी है किनारे
ना जाने ये चन्दा …

nā jāne ye chandā nā jāneṅ ye sitāre
āj mere sapne kisī ne raṅg ḍāre
nā jāne ye chandā …

aṇkhiyoṅ meṅ ghūmtī pyār bharī bāt hai
chāṇdnī meṅ dvār khaṛī piyā kī bārāt hai
lākh kare ghūṇghaṭ kī oṭ se iśhāre
āj mere sapne …

man kī murādeṅ merī jhūm rahīṅ sāth mere
nāv merī āśhā kī lagī hai kināre
nā jāne ye chandā …