ना बाबा ना बाबा ऐसे न हाथ लगाओ ... मेरी जान-ए-जानां
ना बाबा ना बाबा ऐसे न हाथ लगाओ
मेरी जान-ए-जानां मेरे पास आओ
ना बाबा …
पहली मोहब्बत का पहला असर है
छोड़ो हटो जाओ मुझको लगता डर है
मेरी जान-ए-जानां …
कैसे दिखाऊं कोई जलन हो मेरे दिल में
ऐसे न देखो पलकें झुका लो
कुछ हो रहा है मेरे बदन में बेचैनी बढ़ने लगी
दीवाना दिल खो गया हमको खबर ही नहीं
न जाने क्या हो गया क्या समा है आशिक़ाना
ऐसे में जाऊं कहां मेरी जां
ऐसे अगर तुम बातें करोगे बोलूंगी फिर न तुमसे कभी भी
तुमको कसम है गुस्सा करो तो कुछ न कहूंगा तुमसे अभी मैं
मुझको पता है सनम दीवाने झूठे हो तुम
जाने भी दो साथिया ऐसे क्यों रूठे हो तुम
भूल कोई हो न जाए
मेरी जान-ए-जानां …
nā bābā nā bābā aise na hāth lagāo
merī jān-e-jānāṅ mere pās āo
nā bābā …
pahlī mohabbat kā pahlā asar hai
chhoṛo haṭo jāo mujhko lagtā ḍar hai
merī jān-e-jānāṅ …
kaise dikhāūṅ koī jalan ho mere dil meṅ
aise na dekho palkeṅ jhukā lo
kuchh ho rahā hai mere badan meṅ bechainī baṛhne lagī
dīvānā dil kho gayā hamko khabar hī nahīṅ
na jāne kyā ho gayā kyā samā hai āśhiqānā
aise meṅ jāūṅ kahāṅ merī jāṅ
aise agar tum bāteṅ karoge bolūṅgī phir na tumse kabhī bhī
tumko kasam hai gussā karo to kuchh na kahūṅgā tumse abhī maiṅ
mujhko patā hai sanam dīvāne jhūṭhe ho tum
jāne bhī do sāthiyā aise kyoṅ rūṭhe ho tum
bhūl koī ho na jāe
merī jān-e-jānāṅ …