न ये चाँद होगा न तारे रहेंगेगीत दुत्त
न ये चाँद होगा न तारे रहेंगे
मगर हम हमेशा तुम्हारे रहेंगे
न ये चाँद होगा…
नज़र ढूँढती थी जिसे पा लिया है
उम्मीदों के फूलों से दामन भरा है
ये दिन हमको सब दिन से प्यारे रहेंगे
न ये चाँद होगा…
कहूँ क्या मेरे दिल का अर्मान क्या है
तुम्हें हर घड़ी चूमना चाहता है
कहाँ तक भला जी को मारे रहेंगे
न ये चाँद होगा…
सहारा मिले जो तुम्हारी हँसी का
भुला देंगे हम सारा ग़म ज़िन्दगी का
तुम्हारे लिये हैं तुम्हारे रहेंगे
न ये चाँद होगा…
na ye chāṇd hogā na tāre raheṅge
magar ham hameśhā tumhāre raheṅge
na ye chāṇd hogā…
nazar ḍhūṇḍhtī thī jise pā liyā hai
ummīdoṅ ke phūloṅ se dāman bharā hai
ye din hamko sab din se pyāre raheṅge
na ye chāṇd hogā…
kahūṇ kyā mere dil kā armān kyā hai
tumheṅ har ghaṛī chūmnā chāhtā hai
kahāṇ tak bhalā jī ko māre raheṅge
na ye chāṇd hogā…
sahārā mile jo tumhārī hṇsī kā
bhulā deṅge ham sārā ġham zindgī kā
tumhāre liye haiṅ tumhāre raheṅge
na ye chāṇd hogā…