न तुम बेवफ़ा हो न हम बेवफ़ा हैं
न तुम बेवफ़ा हो न हम बेवफ़ा हैं -2
मगर क्या करें अपनी राहें जुदा हैं
न तुम बेवफ़ा …
जहाँ ठंडी-ठंडी हवा चल रही है -2
किसी की मोहब्बत वहाँ जल रही है
ज़मीं-आसमां हमसे दोनों खफ़ा हैं
न तुम बेवफ़ा …
अभी कल तलक़ तो मुहब्बत जवाँ थी -2
मिलन ही मिलन था जुदाई कहाँ थी
मगर आज दोनों ही बेआसरा हैं
न तुम बेवफ़ा …
ज़माना कहे मेरी राहों में आजा -2
मुहब्बत कहे मेरी बाँहों में आजा
वो समझें ना मजबूरियाँ अपनी क्या हैं
न तुम बेवफ़ा …
na tum bevafā ho na ham bevafā haiṅ -2
magar kyā kareṅ apnī rāheṅ judā haiṅ
na tum bevafā …
jahāṇ ṭhaṅḍī-ṭhaṅḍī havā chal rahī hai -2
kisī kī mohabbat vahāṇ jal rahī hai
zamīṅ-āsmāṅ hamse donoṅ khafā haiṅ
na tum bevafā …
abhī kal talaq to muhabbat javāṇ thī -2
milan hī milan thā judāī kahāṇ thī
magar āj donoṅ hī beāsrā haiṅ
na tum bevafā …
zamānā kahe merī rāhoṅ meṅ ājā -2
muhabbat kahe merī bāṇhoṅ meṅ ājā
vo samjheṅ nā majbūriyāṇ apnī kyā haiṅ
na tum bevafā …