न थमते हैं आँसू न रुकते हैं नाले
न थमते हैं आँसू न रुकते हैं नाले
मेरी ज़िन्दगानी है ग़म के हवाले
न थमते हैं …
कहो दर्द दे कर चले जाने वाले -2
कोई कब तलक़ ये अमानत संभाले
न थमते हैं …
अभी चुप हुए थे अभी रो रहे हैं -2
ओ तेरी याद में हमने यूँ दिन निकाले
न थमते हैं …
सिसकती हैं हसरतें तड़पते हैं अरमाँ
बड़े बेवफ़ा हो अरे जाने वाले
न थमते हैं …
na thamte haiṅ āṇsū na rukte haiṅ nāle
merī zindgānī hai ġham ke havāle
na thamte haiṅ …
kaho dard de kar chale jāne vāle -2
koī kab talaq ye amānat saṅbhāle
na thamte haiṅ …
abhī chup hue the abhī ro rahe haiṅ -2
o terī yād meṅ hamne yūṇ din nikāle
na thamte haiṅ …
sisaktī haiṅ hasarteṅ taṛapte haiṅ armāṇ
baṛe bevafā ho are jāne vāle
na thamte haiṅ …