न सोचा था ये दिल लगाने के पहले
न सोचा था ये -2
दिल लगाने से पहले -2
के टूटेगा दिल -2
मुस्कुराने से पहले -2
उम्मिदों का सूरज -2
ना चमका ना डूबा -2
गहन पड़ गया -2
जगमगाने से पहले -2
न सोचा था ये -2
दिल लगाने से पहले -2
अगर ग़म उठाना -2
था क़िसमत में अपनी -2
ख़ुशी क्यूँ मिली -2
ग़म उठाने से पहले -2
न सोचा था ये -2
दिल लगाने से पहले -2
कहो बिजलियों से -2
न दिल को जलायें -2
मुझे फूँक दें -2
घर जलाने से पहले -2
न सोचा था ये -2
दिल लगाने से पहले -2
na sochā thā ye -2
dil lagāne se pahle -2
ke ṭūṭegā dil -2
muskurāne se pahle -2
ummidoṅ kā sūraj -2
nā chamkā nā ḍūbā -2
gahan paṛ gayā -2
jagamgāne se pahle -2
na sochā thā ye -2
dil lagāne se pahle -2
agar ġham uṭhānā -2
thā qismat meṅ apnī -2
khuśhī kyūṇ milī -2
ġham uṭhāne se pahle -2
na sochā thā ye -2
dil lagāne se pahle -2
kaho bijliyoṅ se -2
na dil ko jalāyeṅ -2
mujhe phūṇk deṅ -2
ghar jalāne se pahle -2
na sochā thā ye -2
dil lagāne se pahle -2