Na jaane k‌yaa huaa jo toone chhoo liyaa

न जाने क्‌या हुआ जो तूने छू लिया
Year
Language

न जाने क्‌या हुआ जो तूने छू लिया
खिला गुलाब की तरह मेरा बदन
निखर निखर गई सँवर सँवर गई
बनाके आईना तुझे ऐ जानेमन
न जाने क्‌या हुआ …

बिखरा है काजल फ़िज़ाओं में भीगी भीगी हैं शामें
बूँदों की रिम-झिम से जागी आग ठंडी हवा में
आजा सनम ये हसीं आग हम लें दिल में बसा
न जाने क्‌या हुआ …

आँचल कहाँ मैं कहाँ हूँ ये मुझे होश क्‌या है
ये बेख़ुदी तूने दी है प्यार का ये नशा है
सुन ले ज़रा साज़-ए-दिल गा रहा है नग़मा तेरा
न जाने क्‌या हुआ …

कलियों की ये सेज महके रात जागे मिलन की
खो जाएँ धड़कन में धड़कनें मेरे मन की
आ पास आ तेरी हर साँस में मैं जाऊँ समा
न जाने क्‌या हुआ …

na jāne k‌yā huā jo tūne chhū liyā
khilā gulāb kī tarah merā badan
nikhar nikhar gaī sṇvar sṇvar gaī
banāke āīnā tujhe ai jāneman
na jāne k‌yā huā …

bikhrā hai kājal fizāoṅ meṅ bhīgī bhīgī haiṅ śhāmeṅ
būṇdoṅ kī rim-jhim se jāgī āg ṭhaṅḍī havā meṅ
ājā sanam ye hasīṅ āg ham leṅ dil meṅ basā
na jāne k‌yā huā …

āṇchal kahāṇ maiṅ kahāṇ hūṇ ye mujhe hośh k‌yā hai
ye bekhudī tūne dī hai pyār kā ye naśhā hai
sun le zarā sāz-e-dil gā rahā hai naġhmā terā
na jāne k‌yā huā …

kaliyoṅ kī ye sej mahke rāt jāge milan kī
kho jāeṇ dhaṛkan meṅ dhaṛakneṅ mere man kī
ā pās ā terī har sāṇs meṅ maiṅ jāūṇ samā
na jāne k‌yā huā …