Na jaane aaj kidhar meree naav chalee re

न जाने आज किधर मेरी नाव चली रे
Work
Year
Language

न जाने किधर आज मेरी नाव चली रे
न जाने किधर आज मेरी नाव चली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे
कोई कहे यहाँ चली कोई कहे वहाँ चली
कोई कहे यहाँ चली कोई कहे वहाँ चली
मन ने कहा पिया के गाँव चली रे
पिया के गाँव चली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे

मन के मीत मेरे मिल जा जल्दी
दुनिया के सागर में नाव मेरी चल दी
मन के मीत मेरे मिल जा जल्दी
दुनिया के सागर में नाव मेरी चल दी
बिलकुल अकेली, बिलकुल अकेली अकेली चली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे
न जाने किधर आज मेरी नाव चली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे

ऊँची नीची लहरों पे नाव मेरी डोले
मन में प्रीत मेरी पिहू पिहू बोले
ऊँची नीची लहरों पे नाव मेरी डोले
मन में प्रीत मेरी पिहू पिहू बोले
मेरे मन मुझ को बता, मेरी मंज़िल का पता
मेरे मन मुझ को बता, मेरी मंज़िल का पता
बोल मेरे साजन की कौन गली रे
बोल मेरे साजन की कौन गली रे
चली रे चली रे मेरी नाव चली रे

न जाने किधर्…

na jāne kidhar āj merī nāv chalī re
na jāne kidhar āj merī nāv chalī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re
koī kahe yahāṇ chalī koī kahe vahāṇ chalī
koī kahe yahāṇ chalī koī kahe vahāṇ chalī
man ne kahā piyā ke gāṇv chalī re
piyā ke gāṇv chalī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re

man ke mīt mere mil jā jaldī
duniyā ke sāgar meṅ nāv merī chal dī
man ke mīt mere mil jā jaldī
duniyā ke sāgar meṅ nāv merī chal dī
bilkul akelī, bilkul akelī akelī chalī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re
na jāne kidhar āj merī nāv chalī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re

ūṇchī nīchī lahroṅ pe nāv merī ḍole
man meṅ prīt merī pihū pihū bole
ūṇchī nīchī lahroṅ pe nāv merī ḍole
man meṅ prīt merī pihū pihū bole
mere man mujh ko batā, merī maṅzil kā patā
mere man mujh ko batā, merī maṅzil kā patā
bol mere sājan kī kaun galī re
bol mere sājan kī kaun galī re
chalī re chalī re merī nāv chalī re

na jāne kidhar…