Na jaa kaheen ab na jaa dil ke sivaa

न जा कहीं अब न जा दिल के सिवा
Year
Language

न जा कहीं अब न जा दिल के सिवा
है यही दिल कूचा तेरा
ऐ मेरे हमदम मेरे दोस्त
ना जा कहीं अब न जा …

आज सहर-ए-दिल में चलके
सूरत-ए-चिराग़ जलके
झुकी झुकी निगाह की
काजल से दिल पे
लिखे आ नाम-ए-वफ़ाऽ
ना जा कहीं अब न जा …

आके खून-ए-दिल मिलाके
भर दूँ इन लबों के खाके
बुझा भुझा बदन तेरा
कमल कमल खिला के
खिला दूँ रंग-ए-हिनाऽ
ना जा कहीं अब न जा …

na jā kahīṅ ab na jā dil ke sivā
hai yahī dil kūchā terā
ai mere hamdam mere dost
nā jā kahīṅ ab na jā …

āj sahar-e-dil meṅ chalke
sūrat-e-chirāġh jalke
jhukī jhukī nigāh kī
kājal se dil pe
likhe ā nām-e-vafā'
nā jā kahīṅ ab na jā …

āke khūn-e-dil milāke
bhar dūṇ in laboṅ ke khāke
bujhā bhujhā badan terā
kamal kamal khilā ke
khilā dūṇ raṅg-e-hinā'
nā jā kahīṅ ab na jā …