Na bhoolenge tujhko bhulaa dene vaale

न भूलेंगे तुझको भुला देने वाले
Year
Language

न भूलेंगे तुझको भुला देने वाले
मेरी हसरतों को मिटा देने वाले

रहेगी इन आँखों में तस्वीर तेरी
निगाहों से मुझको गिरा देने वाले

दुआ बन के निकलेंगे शिक़वे हमारे
भला हो तेरा दिल दुखा देने वाले

मेरे आँसुओं पर हँसे चाहे दुनिया
मगर तू न हँसना रुला देने वाले

na bhūleṅge tujhko bhulā dene vāle
merī hasartoṅ ko miṭā dene vāle

rahegī in āṇkhoṅ meṅ tasvīr terī
nigāhoṅ se mujhko girā dene vāle

duā ban ke nikleṅge śhiqve hamāre
bhalā ho terā dil dukhā dene vāle

mere āṇsuoṅ par hṇse chāhe duniyā
magar tū na hṇsnā rulā dene vāle