Na aayaa man kaa meet umriyaa beet gaee saaree

न आया मन का मीत उमरिया बीत गई सारी
Work
Year
Language

न आया मन का मीत उमरिया बीत गई सारी -2
उमरिया बीत
न आया मन का मीत उमरिया बीत गई सारी
उमरिया बीत

आहट पा कर कोई ल राही ?? कहते हैं लोगो आते हैं -2
धोखा खाने वाले नयना हरदम धोखा खाते हैं
रे धोखा खाने वाले नयना हरदम धोखा खाते हैं
आशा और निराशा में
इस आशा और निराशा में सब रही उमरिया बीत

न आया मन का मीत उमरिया बीत गई सारी
उमरिया बीत

तुम कौन हो
पारवती
ख़ुश रहो

नाहीं पड़त मोहे पीर न चैना
पी के दरस को तरसत नै नाऽऽ
( नाहीं पड़त मोहे पीर न चैना
पी के दरस को तरसत नैना ) -2

पल-पल छिन-छिन ढलते-ढलते
पल-पल छिन-छिन ढलते-ढलते गई उमरिया बीत

न आया मन का मीत्

na āyā man kā mīt umriyā bīt gaī sārī -2
umriyā bīt
na āyā man kā mīt umriyā bīt gaī sārī
umriyā bīt

āhaṭ pā kar koī la rāhī ?? kahte haiṅ logo āte haiṅ -2
dhokhā khāne vāle naynā hardam dhokhā khāte haiṅ
re dhokhā khāne vāle naynā hardam dhokhā khāte haiṅ
āśhā aur nirāśhā meṅ
is āśhā aur nirāśhā meṅ sab rahī umriyā bīt

na āyā man kā mīt umriyā bīt gaī sārī
umriyā bīt

tum kaun ho
pāravtī
khuśh raho

nāhīṅ paṛat mohe pīr na chainā
pī ke daras ko tarasat nai nā''
( nāhīṅ paṛat mohe pīr na chainā
pī ke daras ko tarasat nainā ) -2

pal-pal chhin-chhin ḍhalte-ḍhalte
pal-pal chhin-chhin ḍhalte-ḍhalte gaī umriyā bīt

na āyā man kā mīt