Mushkil hai pyaar chhupaanaa tandaanaa

मुश्किल है प्यार छुपाना तन्दाना
Work
Year
Language

ल: तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
मुश्किल है प्यार छुपाना, तन्दाना
को: मुश्किल है प्यार छुपाना, तन्दाना
तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
ल: प्रीत नई दर्द पुराना, तन्दाना
को: प्रीत नई दर्द पुराना, तन्दाना

ल: तू कहीं और था मैं कहीं और थी
भौंरा कहीं और था कली कहीं और थी
फिर भी हैं मिलने के लाख बहाने
फिर भी हैं मिलने के
को: लाख बहाने
तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
ल: नैना चुरा के न जाना, तन्दाना
को: नैना चुरा के न जाना, तन्दाना

ल: मौसम बहार का एक बार आये रे
को: एक बार आये रे
ल: चाँद कहे चाँदनी से रात ढली जाय रे
को: रात ढली जाय रे
ल: हो
मुश्किल से मिलते हैं ग़म ये सुहाने
मुश्किल से मिलते हैं
को: ग़म सुहाने
तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
ल: बन किसी नज़र का निशाना, तन्दाना
को: बन किसी नज़र का निशाना, तन्दाना

ल: दिल को अपने हार के जीत ले जहान को
रह किसी की आँख में छू ले आसमान को
बुलबुल ने छेड़े हैं प्यार के तराने
बुलबुल ने छेड़े हैं
को: ये तराने
तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
ल: तू बदल तो बदले ज़माना, तन्दाना
को: तू बदल तो बदले ज़माना, तन्दाना
तन्दाना तन्दाना तन्दाना, तन्दाना
ल: मुश्किल है प्यार छुपाना, तन्दाना
को: मुश्किल है प्यार छुपाना, तन्दाना

la: tandānā tandānā tandānā, tandānā
muśhkil hai pyār chhupānā, tandānā
ko: muśhkil hai pyār chhupānā, tandānā
tandānā tandānā tandānā, tandānā
la: prīt naī dard purānā, tandānā
ko: prīt naī dard purānā, tandānā

la: tū kahīṅ aur thā maiṅ kahīṅ aur thī
bhauṅrā kahīṅ aur thā kalī kahīṅ aur thī
phir bhī haiṅ milne ke lākh bahāne
phir bhī haiṅ milne ke
ko: lākh bahāne
tandānā tandānā tandānā, tandānā
la: nainā churā ke na jānā, tandānā
ko: nainā churā ke na jānā, tandānā

la: mausam bahār kā ek bār āye re
ko: ek bār āye re
la: chāṇd kahe chāṇdnī se rāt ḍhalī jāy re
ko: rāt ḍhalī jāy re
la: ho
muśhkil se milte haiṅ ġham ye suhāne
muśhkil se milte haiṅ
ko: ġham suhāne
tandānā tandānā tandānā, tandānā
la: ban kisī nazar kā niśhānā, tandānā
ko: ban kisī nazar kā niśhānā, tandānā

la: dil ko apne hār ke jīt le jahān ko
rah kisī kī āṇkh meṅ chhū le āsmān ko
bulbul ne chheṛe haiṅ pyār ke tarāne
bulbul ne chheṛe haiṅ
ko: ye tarāne
tandānā tandānā tandānā, tandānā
la: tū badal to badle zamānā, tandānā
ko: tū badal to badle zamānā, tandānā
tandānā tandānā tandānā, tandānā
la: muśhkil hai pyār chhupānā, tandānā
ko: muśhkil hai pyār chhupānā, tandānā