मुखड़ा देख ले प्रानी ज़रा दरपन में
मुखड़ा देख ले, देख ले
मुखड़ा देख ले प्रानी ज़रा दरपन में हो
देख ले कितना पुण्य है कितना पाप तेरे जीवन में
देख ले दरपन में
मुखड़ा देख ले प्रानी ज़रा दरपन में
कभी तो पल भर सोच ले प्रानी, क्या है तेरी करम कहानी -2
पता लगा ले
पता लगा ले पड़े हैं कितने दाग़ तेरे दामन में
देख ले दरपन में
मुखड़ा देख ले प्रानी ज़रा दरपन में
ख़ुद को धोखा दे मत बन्दे, अच्छे न होते कपट के धन्धे -2
सदा न चलता
सदा न चलता किसी का नाटक दुनिया के आँगन में
देख ले दरपन में
मुखड़ा देख ले प्रानी ज़रा दरपन में हो
देख ले कितना पुण्य है कितना पाप तेरे जीवन में
देख ले दरपन में
मुखड़ा देख ले प्रानी
mukhaṛā dekh le, dekh le
mukhaṛā dekh le prānī zarā darpan meṅ ho
dekh le kitnā puṇy hai kitnā pāp tere jīvan meṅ
dekh le darpan meṅ
mukhaṛā dekh le prānī zarā darpan meṅ
kabhī to pal bhar soch le prānī, kyā hai terī karam kahānī -2
patā lagā le
patā lagā le paṛe haiṅ kitne dāġh tere dāman meṅ
dekh le darpan meṅ
mukhaṛā dekh le prānī zarā darpan meṅ
khud ko dhokhā de mat bande, achchhe na hote kapaṭ ke dhandhe -2
sadā na chaltā
sadā na chaltā kisī kā nāṭak duniyā ke āṇgan meṅ
dekh le darpan meṅ
mukhaṛā dekh le prānī zarā darpan meṅ ho
dekh le kitnā puṇy hai kitnā pāp tere jīvan meṅ
dekh le darpan meṅ
mukhaṛā dekh le prānī