मुखड़ा चाँद का टुकड़ा मेरे नैन शराब के प्याले
मुखड़ा चाँद का टुकड़ा मेरे नैन शराब के प्याले
जब जहां देखें मुझे मर मर जाएं मर जाएं दिलवाले
मुखड़ा चाँद का टुकड़ा …
गालों पे मेरे जो ये तिल का निशान है
आशिक़ों की चाहत है शायरों की जान है
मेरे होंठों का रंग गुलाबी
मेरी चाल है यारों शराबी
जब चलती हूँ मैं बलखा के
दिल सम्भले न किसी के सम्भाले
मुखड़ा चाँद का टुकड़ा …
देखा न होगा कहीं ऐसा शबाब हूँ
मेरा जवाब नहीं मैं लाजवाब हूँ
मेरे सिर से जो चुनरी सरके
तो दीवानों का दिल धड़के
जब कभी देखूं यहां मुसका के
खुलें बन्द दिलों के ताले
मुखड़ा चाँद का टुकड़ा …
mukhaṛā chāṇd kā ṭukaṛā mere nain śharāb ke pyāle
jab jahāṅ dekheṅ mujhe mar mar jāeṅ mar jāeṅ dilvāle
mukhaṛā chāṇd kā ṭukaṛā …
gāloṅ pe mere jo ye til kā niśhān hai
āśhiqoṅ kī chāhat hai śhāyroṅ kī jān hai
mere hoṅṭhoṅ kā raṅg gulābī
merī chāl hai yāroṅ śharābī
jab chaltī hūṇ maiṅ balkhā ke
dil sambhle na kisī ke sambhāle
mukhaṛā chāṇd kā ṭukaṛā …
dekhā na hogā kahīṅ aisā śhabāb hūṇ
merā javāb nahīṅ maiṅ lājvāb hūṇ
mere sir se jo chunrī sarke
to dīvānoṅ kā dil dhaṛke
jab kabhī dekhūṅ yahāṅ muskā ke
khuleṅ band diloṅ ke tāle
mukhaṛā chāṇd kā ṭukaṛā …