Mujhko to kuchh kuchh hotaa hai

मुझको तो कुछ कुछ होता है
Work
Year
Language

मुझको तो कुछ कुछ होता है
क्‌या तुमको भी कुछ कुछ होता है
जो कुछ मुझको होता है
बोलो ऐसा ही तुम्हें भी कुछ होता है

आएंगी बहारें तुम क्‌या करोगे
छाएंगी फ़िज़ाएं तुम क्‌या करोगे
मिअं घटाओं में छुप जाऊँगी
अरे तुमको नहीं मिल पाऊँगी
जाओगे तुम जहाँ जहाँ पाओगे मुझको वहाँ वहाँ
मुझको तो कुछ कुछ …

बोलो बोलो लड़कों न न न
बरसेगा सावन क्‌या करोगे
मैं दिल में किसी को बसा लूँगी
साजन कहके अपना लूँगी
छुपाओ न मुझसे कुछ दिलबर
मुझको तो कुछ कुछ …

पहले खाओ तुम क़सम छोड़ोगे न मुझको सनम
किसी और को तुम न बसाओगे दिल में अपने ऐ हमदम
खाते हैं हम रब की क़सम साथ रहेंगे जन्म जन्म
मुझको तो कुछ कुछ …

mujhko to kuchh kuchh hotā hai
k‌yā tumko bhī kuchh kuchh hotā hai
jo kuchh mujhko hotā hai
bolo aisā hī tumheṅ bhī kuchh hotā hai

āeṅgī bahāreṅ tum k‌yā karoge
chhāeṅgī fizāeṅ tum k‌yā karoge
miaṅ ghaṭāoṅ meṅ chhup jāūṇgī
are tumko nahīṅ mil pāūṇgī
jāoge tum jahāṇ jahāṇ pāoge mujhko vahāṇ vahāṇ
mujhko to kuchh kuchh …

bolo bolo laṛkoṅ na na na
barsegā sāvan k‌yā karoge
maiṅ dil meṅ kisī ko basā lūṇgī
sājan kahke apnā lūṇgī
chhupāo na mujhse kuchh dilbar
mujhko to kuchh kuchh …

pahle khāo tum qasam chhoṛoge na mujhko sanam
kisī aur ko tum na basāoge dil meṅ apne ai hamdam
khāte haiṅ ham rab kī qasam sāth raheṅge janm janm
mujhko to kuchh kuchh …