Mujhko jeene kaa bahaanaa mil gayaa hai

मुझको जीने का बहाना मिल गया है
Work
Year
Language

मुझको जीने का बहाना मिल गया है -2
तुम मिले गोया ज़माना मिल गया है -2
मुझको जीने का बहाना मिल गया है -2

तुझको ऐ चितवन मुबारिक मेरा दिल -2
मस्त करने को निशाना मिल गया है -2
मुझको जीने का बहाना मिल गया है -2

नाज़ है तक़दीर पर अपने मुझे -2
तेरे कूचे में ठिकाना मिल गया है -2
मुझको जीने का बहाना मिल गया है -2

तुम मिले गोया ज़माना मिल गया है -2
मुझको जीने का बहाना मिल गया है -2

mujhko jīne kā bahānā mil gayā hai -2
tum mile goyā zamānā mil gayā hai -2
mujhko jīne kā bahānā mil gayā hai -2

tujhko ai chitavan mubārik merā dil -2
mast karne ko niśhānā mil gayā hai -2
mujhko jīne kā bahānā mil gayā hai -2

nāz hai taqdīr par apne mujhe -2
tere kūche meṅ ṭhikānā mil gayā hai -2
mujhko jīne kā bahānā mil gayā hai -2

tum mile goyā zamānā mil gayā hai -2
mujhko jīne kā bahānā mil gayā hai -2