मुझी में छुप कर मुझी से दूर्
मुझी में छुप कर मुझी से दूर
ये कैसा दस्तूर रे मालिक ये कैसा दस्तूर
मैने मन की आँखों से तो देखा है सौ बार तुझे
लेकिन तन की आँखों से भी दे दर्शन इक बार मुझे
दर्शन दे फिर छिन ले अँखियाँ ये मुझको मंजूर
रे मालिक ये मुझको मंजूर
मुझी में छुप कर …
चली हवा जब तन को छू कर मैने तुझे पहचान लिया
तुझ बिन कोमल हाथ ये किसका होगा मैने जान लिया
धूप हवा सब रूप हैं तेरे सब में तेरा नूर
रे मालिक सब में तेरा नूर
मुझी में छुप कर …
सच्चे दिल से नाम लूँ तेरा निर्धन की यही पूजा है
अँधियारे में साथी कोई और न तुम बिन दूजा है
तेरी ख़ुशी में ख़ुश हैं दाता हम बन्दे मजबूर
रे मालिक हम बन्दे मजबूर
मुझी में छुप कर …
mujhī meṅ chhup kar mujhī se dūr
ye kaisā dastūr re mālik ye kaisā dastūr
maine man kī āṇkhoṅ se to dekhā hai sau bār tujhe
lekin tan kī āṇkhoṅ se bhī de darśhan ik bār mujhe
darśhan de phir chhin le aṇkhiyāṇ ye mujhko maṅjūr
re mālik ye mujhko maṅjūr
mujhī meṅ chhup kar …
chalī havā jab tan ko chhū kar maine tujhe pahchān liyā
tujh bin komal hāth ye kiskā hogā maine jān liyā
dhūp havā sab rūp haiṅ tere sab meṅ terā nūr
re mālik sab meṅ terā nūr
mujhī meṅ chhup kar …
sachche dil se nām lūṇ terā nirdhan kī yahī pūjā hai
aṇdhiyāre meṅ sāthī koī aur na tum bin dūjā hai
terī khuśhī meṅ khuśh haiṅ dātā ham bande majbūr
re mālik ham bande majbūr
mujhī meṅ chhup kar …