(मुझे ना बुला, मुझे ना बुला
छुप छुप चलिया रे मुझे ना बुला
छुप छुप चलिया रे मुझे ना बुला)-2
मुझे ना बुला
(रात अंधेरी कैसे निकलूँ मैं घर से)-2
आ न सकूँ मैं पिया दुनिया के डर से
(जाग रही है सास ननन्दिया )-2
(रुन झुन बोले, भेद खोले रे पायलिया)-2
मुझे ना बुला, मुझे ना बुला
(छुप छुप चलिया रे मुझे ना बुला)-2
मुझे ना बुला
पाँव पड़ूँ मैं तेरे जादुगर चलिया
घायल करे मोहे तेरे ये मुरलिया
(राग तेरी पिया आग लगाये)-2
(कुहू कुहू बोले प्रीत घोले रे सँवरिया )-2
मुझे ना बुला, मुझे ना बुला
छुप छुप चलिया रे मुझे ना बुला
(mujhe nā bulā, mujhe nā bulā
chhup chhup chaliyā re mujhe nā bulā
chhup chhup chaliyā re mujhe nā bulā)-2
mujhe nā bulā
(rāt aṅdherī kaise niklūṇ maiṅ ghar se)-2
ā na sakūṇ maiṅ piyā duniyā ke ḍar se
(jāg rahī hai sās nanandiyā )-2
(run jhun bole, bhed khole re pāyliyā)-2
mujhe nā bulā, mujhe nā bulā
(chhup chhup chaliyā re mujhe nā bulā)-2
mujhe nā bulā
pāṇv paṛūṇ maiṅ tere jādugar chaliyā
ghāyal kare mohe tere ye murliyā
(rāg terī piyā āg lagāye)-2
(kuhū kuhū bole prīt ghole re sṇvriyā )-2
mujhe nā bulā, mujhe nā bulā
chhup chhup chaliyā re mujhe nā bulā