मुझे कितना प्यार है तुम से अपने ही दिल से पूछो तुम्
र: मुझे कितना प्यार है तुम से अपने ही दिल से पूछो तुम
जिसे दिल दिया है वो तुम हो मेरी ज़िन्दगी तुम्हारी
ल: मुझे कितना प्यार …
र: चाहत ने तेरी मुझको कुछ इस तरह से घेरा
दिन को हैं तेरे चर्चे रातों को ख़्वाब तेरा
ल: तुम हो जहाँ वहीं पर रहता है दिल भी मेरा
बस इक ख़्याल तेरा क्या शाम क्या सवेरा
र: मुझे कितना प्यार …
ल: ये दुनिया कैसे बदली कुछ भी समझ न आए
क्यूँ हो गए हैं अपने कल तक थे जो पराए
र: दिल की लगन हो सच्ची फिर क्यों न रंग लाए
मेरे थे तुम सदा से पर अब क़रीब आए
ल: मुझे कितना प्यार …
र: मेरी वफ़ा को अब तो यूँ आजमाना छोड़ो
दिल को चुरा के मेरे आँखें चुराना छोड़ो
ल: मुझको बना के अपना बातें बनाना छोड़ो
मैं कब न थी तुम्हारी अब तो सताना छोड़ो
र: मुझे कितना प्यार …
दो: मुझे कितना प्यार …
ra: mujhe kitnā pyār hai tum se apne hī dil se pūchho tum
jise dil diyā hai vo tum ho merī zindgī tumhārī
la: mujhe kitnā pyār …
ra: chāhat ne terī mujhko kuchh is tarah se gherā
din ko haiṅ tere charche rātoṅ ko khvāb terā
la: tum ho jahāṇ vahīṅ par rahtā hai dil bhī merā
bas ik khyāl terā kyā śhām kyā saverā
ra: mujhe kitnā pyār …
la: ye duniyā kaise badlī kuchh bhī samajh na āe
kyūṇ ho gae haiṅ apne kal tak the jo parāe
ra: dil kī lagan ho sachchī phir kyoṅ na raṅg lāe
mere the tum sadā se par ab qarīb āe
la: mujhe kitnā pyār …
ra: merī vafā ko ab to yūṇ ājmānā chhoṛo
dil ko churā ke mere āṇkheṅ churānā chhoṛo
la: mujhko banā ke apnā bāteṅ banānā chhoṛo
maiṅ kab na thī tumhārī ab to satānā chhoṛo
ra: mujhe kitnā pyār …
do: mujhe kitnā pyār …