Mujhe kisee se pyaar ho gayaa

मुझे किसी से प्यार हो गया
Work
Year
Language

ओ ओ ओ ओ, मुझे किसी से प्यार हो गया
प्यार हो गया, दिल बेकरार हो गया

दर्द चाहा था हम ने छिपाना
खुल गया फिर भी दिल का फसाना
दिल ने ये क्या किया, ओ सलोने पिया, मोरा धड़के जिया
ओ ओ ओ ओ, मुझे किसी से प्यार हो गया

जो छिपाना मैंने चाहा, आँखों ने कह दिया
और जो मैं कहना चाहा, दिल में ही रह गया
ओ ओ ओ ओ, मुझे किसी से प्यार हो गया

आँखों आँखों में कर के इशारें
किसने दिल से कहा हम तुम्हारे
हाय ये क्या किया, ओ सलोने पिया, मोरा धड़के जिया
ओ ओ ओ ओ, मुझे किसी से प्यार हो गया

o o o o, mujhe kisī se pyār ho gayā
pyār ho gayā, dil bekrār ho gayā

dard chāhā thā ham ne chhipānā
khul gayā phir bhī dil kā phasānā
dil ne ye kyā kiyā, o salone piyā, morā dhaṛke jiyā
o o o o, mujhe kisī se pyār ho gayā

jo chhipānā maiṅne chāhā, āṇkhoṅ ne kah diyā
aur jo maiṅ kahnā chāhā, dil meṅ hī rah gayā
o o o o, mujhe kisī se pyār ho gayā

āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ kar ke iśhāreṅ
kisne dil se kahā ham tumhāre
hāy ye kyā kiyā, o salone piyā, morā dhaṛke jiyā
o o o o, mujhe kisī se pyār ho gayā