मुझे जब अपनी ... ऐ मेरे दोस्त ऐ मेरे हमदम्
मुझे जब अपनी गुज़री ज़िन्दगानी याद आती है
तो बस इक मेहरबाँ की मेहरबानी याद आती है
ऐ मेरे दोस्त ऐ मेरे हमदम
वो तेरा ग़म था या ख़ुशी मेरी
हर जगह तूने मेरा साथ दिया
ऐ मेरे दोस्त …
कौन था तू कहाँ से आया था
आज तक मैने ये नहीं जाना -2
तू मेरी रूह था मगर मैने
तेरे जाने के बाद पहचाना
ऐ मेरे दोस्त …
तू सुदामा भी है और कन्हैया भी
कन्हैया कन्हैया
तू भिखारी भी है और दाता भी
तेरे सौ रंग हैं मेरे प्यारे
तू ही प्यासा है और तू ही झरना भी
ऐ मेरे दोस्त …
तू मेरी बेबसी के आलम में
जब कभी मुझको याद आता है
सोचकर मेहरबानियाँ तेरी
दिल मेरा बैठ-बैठ जाता है
ऐ मेरे दोस्त …
आख़री अर्ज़ मेरी तुझसे है
हर ख़ता मेरी दरगुज़र करना
वो घड़ी आ रही है जब मुझको
इस ज़माने से है सफ़र करना
ऐ मेरे दोस्त …
mujhe jab apnī guzrī zindgānī yād ātī hai
to bas ik meharbāṇ kī meharbānī yād ātī hai
ai mere dost ai mere hamdam
vo terā ġham thā yā khuśhī merī
har jagah tūne merā sāth diyā
ai mere dost …
kaun thā tū kahāṇ se āyā thā
āj tak maine ye nahīṅ jānā -2
tū merī rūh thā magar maine
tere jāne ke bād pahchānā
ai mere dost …
tū sudāmā bhī hai aur kanhaiyā bhī
kanhaiyā kanhaiyā
tū bhikhārī bhī hai aur dātā bhī
tere sau raṅg haiṅ mere pyāre
tū hī pyāsā hai aur tū hī jharnā bhī
ai mere dost …
tū merī bebsī ke ālam meṅ
jab kabhī mujhko yād ātā hai
sochkar meharbāniyāṇ terī
dil merā baiṭh-baiṭh jātā hai
ai mere dost …
ākhrī arz merī tujhse hai
har khatā merī darguzar karnā
vo ghaṛī ā rahī hai jab mujhko
is zamāne se hai safar karnā
ai mere dost …