Mujhe jaan naa kaho meree jaan

मुझे जाँ ना कहो मेरी जाँ
Work
Year
Language

मुझे जाँ ना कहो मेरी जाँ
मेरी जाँ, मेरी जाँ

जाँ ना कहो अनजान मुझे
जान कहा रहती है सदा
अनजाने क्या जाने, जान के जाए कौन भला

सूखे सावन बरस गये
कितने बार इन आँखों से
दो बुँदे ना बरसे, इन भीगी पलकों से

होंठ झुके जब होंठोंपर
साँस उलझी हो साँसों में
दो जुड़वा होंठों की, बात कहो आँखों से

mujhe jāṇ nā kaho merī jāṇ
merī jāṇ, merī jāṇ

jāṇ nā kaho anjān mujhe
jān kahā rahtī hai sadā
anjāne kyā jāne, jān ke jāe kaun bhalā

sūkhe sāvan baras gaye
kitne bār in āṇkhoṅ se
do buṇde nā barse, in bhīgī palkoṅ se

hoṅṭh jhuke jab hoṅṭhoṅpar
sāṇs uljhī ho sāṇsoṅ meṅ
do juṛvā hoṅṭhoṅ kī, bāt kaho āṇkhoṅ se