Mujhe dekho hasrat kee tasveer hoon main

मुझे देखो हसरत की तसवीर हूँ मैं
Work
Year
Language

मुझे देखो हसरत की तसवीर हूँ मैं
जो बन बन के बिगड़ी वो तक़दीर हूँ मैं

गिरा जो ज़मीं पर मैं हूँ इक वो आँसू
मिली ख़ाक़ में ऐसी तदबीर हूँ मैं

नहाया हुआ हूँ खुद अपने लहू में
मगर फिर भी बेरंग तसवीर हूँ मैं

चला मैं तो अहल-ए-वतन खुश रहो तुम
रहो खुश रहो तुम
न बैठा निशाने पे वो तीर हूँ मैं

mujhe dekho hasrat kī tasvīr hūṇ maiṅ
jo ban ban ke bigaṛī vo taqdīr hūṇ maiṅ

girā jo zamīṅ par maiṅ hūṇ ik vo āṇsū
milī khāq meṅ aisī tadbīr hūṇ maiṅ

nahāyā huā hūṇ khud apne lahū meṅ
magar phir bhī beraṅg tasvīr hūṇ maiṅ

chalā maiṅ to ahal-e-vatan khuśh raho tum
raho khuśh raho tum
na baiṭhā niśhāne pe vo tīr hūṇ maiṅ