मुझे देखकर आप का मुस्कुराना
मुझे देखकर आप का मुस्कुराना
मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ?
मुझे तुम बेगाना कह लो, या के दीवाना
मगर ये दीवाना जाने, दिल का फसाना
बनावट में दिल की हक़ीकत छूपाना
मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ?
ख़यालों में खोई खोई रहती हो ऐसे
मुसव्वीर की चलती फिरती तस्वीर जैसे
अदा आशिकी की नज़र शायराना
मोहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है ?
mujhe dekhkar āp kā muskurānā
mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ?
mujhe tum begānā kah lo, yā ke dīvānā
magar ye dīvānā jāne, dil kā phasānā
banāvaṭ meṅ dil kī haqīkat chhūpānā
mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ?
khayāloṅ meṅ khoī khoī rahtī ho aise
musavvīr kī chaltī phirtī tasvīr jaise
adā āśhikī kī nazar śhāyrānā
mohabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai ?