मुझे देख कर आपका मुस्कराना
… आपका मुस्कराना
मुझे देख कर आपका मुस्कराना
मुहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है
हो … मुझे देख कर आपका मुस्कराना
ओ हो हो …
मुझे तुम बेगाना कह लो या के दीवाना
मगर ये दीवाना जाने दिल का फ़साना
बनावट में दिल की हक़ीक़त चुपाना
मुहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है
हो … मुझे देख कर आपका मुस्कराना
ओ हो हो …
खयालों में खोयी खोयी रहती हो ऐसे
मुसाफ़िर की चलती फिरती तसवीर जैसे
अदा आशिक़ी की नज़र शायराना
मुहब्बत नहीं है तो फिर और क्या है
हो … मुझे देख कर आपका मुस्कराना
… āpkā muskrānā
mujhe dekh kar āpkā muskrānā
muhabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai
ho … mujhe dekh kar āpkā muskrānā
o ho ho …
mujhe tum begānā kah lo yā ke dīvānā
magar ye dīvānā jāne dil kā fasānā
banāvaṭ meṅ dil kī haqīqat chupānā
muhabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai
ho … mujhe dekh kar āpkā muskrānā
o ho ho …
khayāloṅ meṅ khoyī khoyī rahtī ho aise
musāfir kī chaltī phirtī tasvīr jaise
adā āśhiqī kī nazar śhāyrānā
muhabbat nahīṅ hai to phir aur kyā hai
ho … mujhe dekh kar āpkā muskrānā