मुझे छू रही हैं तेरी गर्म सांसें
मुझे छू रही हैं तेरी गर्म साँसे
मेरे रात और दिन महकने लगे हैं
तेरी नर्म साँसों ने ऐसे छुआ हैं
के मेरे तो पाँव बहकने लगे हैं
लबों से अगर तुम बुला ना सको तो
निगाहों से तुम नाम ले कर बुला लो
तुम्हारी निगाहें बहोत बोलती हैं
जरा अपनी आँखों पे पलके गिरा दो
पता चल गया है के मंजिल कहाँ है
चलो दिल के लंबे सफर पे चलेंगे
सफर खत्म कर देंगे हम तो वहीं पर
जहाँ तक तुम्हारे कदम ले चलेंगे
mujhe chhū rahī haiṅ terī garm sāṇse
mere rāt aur din mahakne lage haiṅ
terī narm sāṇsoṅ ne aise chhuā haiṅ
ke mere to pāṇv bahakne lage haiṅ
laboṅ se agar tum bulā nā sako to
nigāhoṅ se tum nām le kar bulā lo
tumhārī nigāheṅ bahot boltī haiṅ
jarā apnī āṇkhoṅ pe palke girā do
patā chal gayā hai ke maṅjil kahāṇ hai
chalo dil ke laṅbe saphar pe chaleṅge
saphar khatm kar deṅge ham to vahīṅ par
jahāṇ tak tumhāre kadam le chaleṅge