मुझे भूल जाना अगर हो सके -2
न फिर याद आना अगर हो सके
मुझे भूल जाना …
मेरा प्यार गुज़रे ज़माने की है बात
रहे याद क्यूँ भूल जाने की बात
नहीं कोई आँसू बहाने की बात
न आँसू बहाना अगर हो सके
मुझे भूल जाना …
मुझे माफ़ करना मेरे हमसफ़र
कहीं खो गया मैं तुम्हें छोड़ कर
तुम्हें मैने आँसू दिए हैं मगर
सदा मुस्कराना अगर हो सके
मुझे भूल जाना …
mujhe bhūl jānā agar ho sake -2
na phir yād ānā agar ho sake
mujhe bhūl jānā …
merā pyār guzre zamāne kī hai bāt
rahe yād kyūṇ bhūl jāne kī bāt
nahīṅ koī āṇsū bahāne kī bāt
na āṇsū bahānā agar ho sake
mujhe bhūl jānā …
mujhe māf karnā mere hamasafar
kahīṅ kho gayā maiṅ tumheṅ chhoṛ kar
tumheṅ maine āṇsū die haiṅ magar
sadā muskrānā agar ho sake
mujhe bhūl jānā …