मुहब्बत पे इतनी जवानी न होती
मुहब्बत पे इतनी जवानी न होती
अगर तुम न आते, अगर तुम न आते
ख़यालों की दुनिया सुहानी न होती
अगर तुम न आते, अगर तुम न आते
ये चाहत न होती ये अरमां न होते
मेरे दिल में खुशियों के सामाँ न होते
हसीं इस क़दर ज़िन्दगानी न होती
अगर तुम न आते, अगर तुम न आते
मुहब्बत पे इतनी …
ये चुप चुप नज़ारे ये झिलमिल सितारे
बहुत दूर हैं फिर भी लगते हैं प्यारे
लबों पे खुशी की कहानी न होती
अगर तुम न आते, अगर तुम न आते
मुहब्बत पे इतनी …
muhabbat pe itnī javānī na hotī
agar tum na āte, agar tum na āte
khayāloṅ kī duniyā suhānī na hotī
agar tum na āte, agar tum na āte
ye chāhat na hotī ye armāṅ na hote
mere dil meṅ khuśhiyoṅ ke sāmāṇ na hote
hasīṅ is qadar zindgānī na hotī
agar tum na āte, agar tum na āte
muhabbat pe itnī …
ye chup chup nazāre ye jhilmil sitāre
bahut dūr haiṅ phir bhī lagte haiṅ pyāre
laboṅ pe khuśhī kī kahānī na hotī
agar tum na āte, agar tum na āte
muhabbat pe itnī …