Muhabbat men kashish hogee to ek din tumko paa lenge

मुहब्बत में कशिश होगी तो एक दिन तुमको पा लेंगे
Work
Year
Language

मुहब्बत में कशिश होगी तो एक दिन तुमको पा लेंगे
इसी दुनिया में हम-तुम एक दूसरी दुनिया बना लेंगे

सितारों में गुलों में चाँद में तुम मिल ही जाओगे
मुहब्बत में हक़ीक़त है कहाँ तक आज़मा लेंगे

ज़माने को दिखा देंगे कि दो दिल कैसे मिलते हैं
इसी सूरत से हम बिगड़ी हुई क़िस्मत बना लेंगे

muhabbat meṅ kaśhiśh hogī to ek din tumko pā leṅge
isī duniyā meṅ ham-tum ek dūsrī duniyā banā leṅge

sitāroṅ meṅ guloṅ meṅ chāṇd meṅ tum mil hī jāoge
muhabbat meṅ haqīqat hai kahāṇ tak āzmā leṅge

zamāne ko dikhā deṅge ki do dil kaise milte haiṅ
isī sūrat se ham bigaṛī huī qismat banā leṅge