Muhabbat men aise qadam dagamgaae

मुहब्बत में ऐसे क़दम डगमगाए
Work
Year
Language

मेरि तक़दीर मुझे आज कहाँ लायी है
शीशा शीशा जहाँ मेरा ही तमाशाई है
मुझे इल्ज़ाम न देना मेरी बेहोशी काऽऽआ
मुझे <हिc> इल्ज़ाम न देना मेरी बेहोशी का
मेरी मजबूर मुहब्बत की ये रुसवाई है

<हिc>
मुहब्बत में ऐसे क़दम डगमगाये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये
मुहब्बत में ऐसे क़दम डगमगाये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये

जिसे काम हो रात दिन आँसूओं से
जिसे काम हो रात दिन आँसूओं से
उसे हुक़्म ये है हंसे और हंसाये
उसे हुक़्म ये है हंसे और हंसाये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये

छुपोगे कहाँ तक नज़र तो मिलाओ
नज़र तो मिलाओ, नज़र तो मिलाओ
छुपोगे कहाँ तक नज़र तो मिलाओ
तुम्हारी बला से मेरी जान जाये
तुम्हारी बला से मेरी जान जाये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये

किसी की मुहब्बत में मजबूर होकर
किसी की मुहब्बत में मजबूर होकर
हम उन तक तो पहुँचे, वो हम तक न आये
हम उन तक तो पहुँचे, वो हम तक न आये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये

वो जिनके लिये ज़िंदगानी लुटा दीऽऽईऽऽई
वो जिनके लिये ज़िंदगानी लुटा दी
ये बैठे हुए हैं मेरा दिल चुराये
ये बैठे हुए हैं मेरा दिल चुराये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये
मुहब्बत में ऐसे क़दम डगमगाये
ज़माना ये समझा के हम पीके आये
<हिc> पीके आये

meri taqdīr mujhe āj kahāṇ lāyī hai
śhīśhā śhīśhā jahāṇ merā hī tamāśhāī hai
mujhe ilzām na denā merī behośhī kā''ā
mujhe ilzām na denā merī behośhī kā
merī majbūr muhabbat kī ye rusvāī hai

muhabbat meṅ aise qadam ḍagamgāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye
muhabbat meṅ aise qadam ḍagamgāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye

jise kām ho rāt din āṇsūoṅ se
jise kām ho rāt din āṇsūoṅ se
use huqm ye hai haṅse aur haṅsāye
use huqm ye hai haṅse aur haṅsāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye

chhupoge kahāṇ tak nazar to milāo
nazar to milāo, nazar to milāo
chhupoge kahāṇ tak nazar to milāo
tumhārī balā se merī jān jāye
tumhārī balā se merī jān jāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye

kisī kī muhabbat meṅ majbūr hokar
kisī kī muhabbat meṅ majbūr hokar
ham un tak to pahuṇche, vo ham tak na āye
ham un tak to pahuṇche, vo ham tak na āye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye

vo jinke liye ziṅdgānī luṭā dī''ī''ī
vo jinke liye ziṅdgānī luṭā dī
ye baiṭhe hue haiṅ merā dil churāye
ye baiṭhe hue haiṅ merā dil churāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye
muhabbat meṅ aise qadam ḍagamgāye
zamānā ye samjhā ke ham pīke āye
pīke āye